Sunday, October 20, 2013

Santa Banta jokes




Santa: Banta, pyar karna padta hai ya ho jata Hai?

Banta: Santa, bhai baat yeh hain k, agar ladki khoobsurat ho aur scooty pe ho toh pyaar ho jata hai.

Aur agar ladki badsoorat ho aur Audi mein ho toh karna padta hai.




No comments:

Post a Comment